
Jo waqt teri aawaz sune bina guzarta na tha, wo waqt guzara hai..
Teri maujudgi na sahi maine teri khushboo ke saharey is tanhayi ko maara hai
Tu dekhta hai mujhe be-maqsad aaj bhi..
Shumaar mera karta hai is bheed mein aaj bhi,
Main ab nahi dekhti tujhe,
Main ab nahi muntazir teri,
Tu beshak jaan hai meri aaj bhi!!
•Aafreen
Leave a Reply